Kya had hai mere pyar ki uske liye…
Muze pata hota to use btata zaroor…
Kya ahmiyat hai uski meri zindagi me…
Mai samz pata to use samzata zaroor…
DiL me bi hai uski tasveer kabse…
DiL chir pata to use dikhata zaroor…
Kaaaash mai apni jaan dekar use Apni mohabbat Ka ahsas kra pata…